

mme to ye kahungi agar mujhe pata chale ki pritviraj chauhan mujhe mile ga to me to uske liye is janam to kiya agle janam tak us ka intzar karne ki liye tayar hun.aur ye intzar tab tak chalta rahe ga jab tak ki vo mujhe mil nahi jata. aur apne duties ko ashi tarha se nibhata hai, hindustan ki taraf buri nazar rakhne valo ko sabakt sekhana achi tarha se janta hai. vo apne pyaar se kiye gaye vadhe ko nibhata hai, apne jaan hathele par rakhkar uske sawayamber me pauhanch jata hai, maut se nahi darta.apne payar par anch bhi nahi ane deta, us par ik kavach ki tarha dhal bankar khada hai. Vo to apne parivar ki kushi ke liye kuch bhi kar sakta hai.apne guru ki har bat manta hai, aur maut bhi use hara nahi pate.apne dosti ki kater apne jaan bhi de sakata hai, aur un ki aur buri nazar rakhne valo ki jaan leleta hai. vo ik best student, son, brother, loyal lover, friend, king, sacha rajput, ik veer yodha, a very good human being. past time se hi mujhe shonk tha purane samye ke king ke bare me knowledge lene ka.prithviraj chauhan is lived in my hart.
